Hijr-e-Nabi (PBUH) mein ashk bahana acha lagta hai - Naat(Urdu) | Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi

2020-05-25 2

Naat (Urdu)
Hijr-e-Nabi (PBUH) mein ashk bahana acha lagta hai
Un ke Tassawur mein kho jana acha lagta hai

Umar yeh sari guzri Aaqa (PBU) Teri yadun mein
Yadun ko ye deep jalana acha lagta hai

Gunband-e-Khazra par aey yaro! kia pur Kaif faza hai
In ka hona dil ko lubhana acha lagta hai

Koey Nabi (PBUH) ka zarra zarra hai anmol nageen
Khak-e-Madina, surma banana acha lagta hai

Kaifi apney Aaqa (PBUH) ke Rozey parr rou rou kar
Apney dil ka haal sunana acha lagta hai

- Naat Number # 1
- Page Number # 87
- Book Name : Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Written ad Read by Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi Qadri Awaisi (Naatia Poet)

- Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view

#------------------------------------#
Address
#------------------------------------#

Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif T/D Bahawalpur, Punjab Pakistan.

#--------------------------------#
Content Maker
#--------------------------------#

Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).

His book (Ashk-e-Aqeedat) has been published that is collection of
Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.
His other books that are in the process of publication are:
i- Aqwal-e-Kaifi
ii- Kaifyat-e-Kaifi
iii- Muqashafat-e-Kaifi (Volume-1)
iv- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2)
v- Bazuban-e-Khalq.

He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:
i- Mahana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
ii- Salana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (RIZWANULLAH ALAIHE) since 1427 Hijri.
iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze)
v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (Rahmatullah Alaih)

#---------------------------------#
Social Media
#---------------------------------#

His collection of Hamd-o-Naat, Nazm, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat, Marsiay and Fardiyat in Urdu and Saraiki is available on:
1-YouTube https://www.youtube.com/mramzankaifi
2-Facebook https://www.facebook.com/RamzanKaifi
3-Dailymotion https://www.dailymotion.com/mramzankaifi
4-Twitter https://twitter.com/MRamzanKaifi
5-Instagram https://www.instagram.com/m_ramzan_kaifi
6-LinkedIn https://www.linkedin.com/in/m-ramzan-kaifi
7-Website http://ramzankaifi.com
8-Pinterest https://www.pinterest.com/mramzankaifi
9-Tumbler https://mramzankaifi.tumblr.com